Mirza Ghalib sad poetry is full of Pain. when we read Mirza Ghalib sad poetry with full attention its come tear into our eyes but its need full attention and love. If someone is in love only those can uderstand pain of Mirza ghalib sad poetry. Mirza Ghalib was a renowned Urdu and Persian poet in India during British colonial Rule.
Mirza Ghalib:
Mirza AssadUllah khan baig, also known as Mirza Ghalib, is on of celebrated poet in Urdu and Persian literature. Born on December 27, 1797, in Agra India. Ghalib’s Poetry is renowned for its profound exploration such as theme of Love, Philosophy and Human condition.
Mirza Ghalib Sad Poetry:
Mirza Ghalib Sad poetry is Given below
ISHQ NAY GHALIB NIKAMA KARDIA
WARNA HUM BHI AADMI THY KAAM KY
HUM KU UN SAY WAFA KI HAI UMEED
JO NAHI JANTY WAFA KYA HAI
UNKU DEKHNY SAI JO AAJATI HAI MUN PAR RONAQ
WO SAMJHTAY HAI K BEMAAR KA HAAL ACHA HAI
DUKH DEKAR SAWAL KARTY HU
TUM BHI GHALIB KAMAL KARTY HU
MOUT KA AIK DIN MUGHAIN HAI
NEEND KIUN RAAT BHAR NAHI AATI
ZINDAGI APNI JAB IS SHAKAL SAI GUZRI gHALIB
HUM BHI KYA YAAD KARAINGE KEH KHUDA RAKHTY THY
HUWI MUDDAT KEH GHALIB MARGAY PAR YAAD AATA HAI
WO HAR IK BAAT PAR KEHNA KEH YUN HOTA TU KYA HOTA
JATY HOWAY KEHTY HU QAYAMAT KU MILAINGE
KYA KHOOB QAYAMAT KA HAI GOYA KOI DIN OOR
DARD DOZAKH BHI LUTUF JANNAT BHI
HAYE KYA CHEEZ HAI GHALIB MUHABBAT BHI
BE KHUDI BE SABAB NAHI GHALIB
KUCH TU HAI JIS KI PARDA DAARI HAI
SAMNA HOOR WO PARI NAY NAKIA HAI NA KARY
AKS TERA HE MAGAR TERY MUQABIL AYE
ARZI NIYAZ ISHQ KAY QABIL NAHI RAHA
JIS DIL PAY NAAZ THA MUJHE WO DIL NAHI RAHA
HUGA KOI AISA BHI KEH GHALIB KU NA JAANY
SHAYER TU ACHA HAI PAR BADNAAM BUHAT HAI
HUM WAHAN HAI JAHA SAI HUM KU BHI
KUCH HAMARI KHABAR NAHI ATI
KAB WO SUNTA HAI KAHANI MERE
OR PHIR WO BHI ZUBAANI MERE
HUM NAY MANA KEH TAGHAFUL NA KARUGAY LEKIN
KHAAK HO JAINGE HUM TUMKU KHABAR HONAY TAK
MERE QISMAT MAI GHUM GAR ITNA THAA
DIL BHI YA RABB KAI DIYE HOTY
AAH KU CHAHYE IK UMAR ASAR HOTY TAK
KON JEETA HAI TERE ZULF KAY SAR HOTAY TAK
HUM KU UNSAY WAFA KI HAI UMEED
JO NAHI JANTY WAFA KYAA HAI
AAINA KIUN NA DUN KEH TAMASHA KAHY JISY
AISA KAHAN SAI LAAON KEH TUJH SAA KAHY JISY
MUHABBAT MAI NAHI HAI FARQ JEENY OOR MARNY KAA
USI KU DEKH KAR JEETY HAI JIS KAAFIR PE DUM NIKLAY
ISHQ NAY GHALIB NIKAMMA KARDIA
WARNA HUM BHI AADMI THAY KAAM KAY
RANJ SAI KHU GAR HUWA INSAAN TU MIT JATA HAI RANJ
MUSHKILAY MUJH PAR PARHI ITNI KEH ASAAN HOGAYE
NAA THA KUCH TU KHUDAA THA KUCH NA HOTAA TU KHUDA HOTA
DOBAYA MUJH KU HONAY NAY NA HOTA MAI TU KYAA HOTA
UN KAY DEKHY SAI JO AAJATI HAI MUN PAR RONAQ
WO SAMJHTAY HAI KEH BEMAAR KA HAAL ACHAA HAI
JAATY HOWE KEHTY HU QAYAMAT KU MILAINGY
KYAA KHOOB QAYAMAT KA HAI GOYAA KOI DIN OOR
JAAN DI ,DI HOWI USI KI THI
HAQ TU YUN HAI KEH HAQ ADAA NA HOWAA
HAI OOR BHI DUNYAA MAI SUKHAN OOR BUHAT ACHY
KEHTAY HAI KEH GHALIB KA HAI ANDAAZI BAYAAN OOR
RAGU MAI DORHTHY PHIRNAY KAY HUM NAHI QAIL
JAB AANKH SAY HE NA TAPKA TU PHIR LAHU KYAA HAI
HUM NAY MANA KEH TAGHAFUL NA KARUGAY LEKIN
KHAAK HOJAINGAY HUM TUM KU KHABAR HONAY TAK
Thanks for visiting our website here you can get all types of Poetry like Jaun Elia poetry, Iqbal Poetry and much More.