Dive into Famous Allama Iqbal poetry in Urdu captivating universe of Urdu poetry with the ageless refrains of Allama Iqbal. Find the significant magnificence and shrewdness exemplified as would be natural for him as you leave on an excursion through Famous Allama Iqbal poetry in Urdu. From rousing refrains that light the flares of enthusiasm to philosophical insights that dig into the profundities of the human spirit, famous Allama Iqbal poetry in Urdu keeps on resounding with readers across ages. Drench yourself in the extravagance of his language, where each word conveys significant importance and brings out feelings that rise above time. Go along with us as we dive into the enrapturing domain of Famous Allama Iqbal poetry in Urdu.
Famous Allama Iqbal Poetry in Urdu is an educational poetry and also motivational poetry for Muslims and Non Muslims. If you read with full attention you will found lesson from Famous Allama Iqbal poetry In Urdu. Allama Iqbal is a famous poet of Muslims and he gives big lesson through his poetry always. That’s why he called Poet of East.
KOI ANDAZA KARSKTA HAI OS KAY ZORI BAAZU KA
NIGAAHI MARDI MOMIN SAI BADAL JAATI HAI TAQDEERY
APNAY MANN MAI DOOB JAA KAR PAA JAA SIRAGHI ZINDAGI
TU AGAR MERA NAHI BANTA NAA BAN, APNA TU BAN
APNI MILLAT PAR QAYASI AQWAAMI MAGHRIB SAI NA KAR
KHAAS HAI TARKEEB MAI QOUMI RASOOL HASHAMI(S.A.W)
JAWAANU KU SOOZI JIGAR BAKHASH DAI
MERA ISHQ, MERE NAZAR BAKHASH DAI
KHUDAA AGAR DIL FITRAT SHANAAS DAI TUJH KU
SAKOOTI LAALA WO GUL SAI KALAM PAIDA KAR
DIYAARI ISHQ MAI APNAA MAQAAM PAIDA KAR
NAYA ZAMANA, NAYE SUBHA WO SHAAM PAIDA KAR
ISHQ KI TEEGH JIGAR DAAR URHALI KIS NAI
ELAM KAI HATH MAI KHAALI HAI NIYAAM AY SAAQI
ASAR KARY NA KARY, SUN TU LE MERE MERE FARYAAD
NAHI HAI DAAD KA TALIB YE BANDAI AZAAD
MAQAAMI SHOOQ TERY QUDSIO KAY BAS KA NAHI
UNHI KA KAAM HAI YE JIN KAY HOSALY HAI ZYAAD
KEHTAA HUN WAHI BAAT SAMAJHTA HU JISAY HAQQ,
NA IBLA MASJID HUN, NA TAHZEEB KA FARZAND
MERI NAWAI SHOOQ SAI SHOORI HAREEM ZAAT MAI
GHALGHALA HAYE ALAMA BUTH KADAH SIFAAT MAI
APNAY BHI KHAFA MUJH SAI HAIN, BEGAANY BHI NA KHUSH
MAI ZIHRI HILAHIL KO KABHI KEH NA SAKA QAND
TERA IMAAM BE HUZOOR, TERE NIMAZ BE SUROOR
AISE NIMAZ SAI GUZAR, AISY IMAM SAI GUZAR
HOOR WO FARISHTA HAI ASEER MERY TAKHEELAT MAI
MERE NIGAAHSAI KHALALTERE TAJLIYAAT MAI
PHIR CHIRAAGH LALA SAI ROSHAN HOWAY KOHI WO DAMAN
MUJH KU PHIR NAGHMU PE UKSAANY LAGA MARGHI CHAMAN
APNY MANN MAI DOOB KAR PAA JAA SIRAGHI ZINDAGI
TU AGAR MERE NAHI BANTA NA BAN, APNA TU BAN
MANN KI DOLAT HATH AATI HAI TU PHIR JAATI NAHI
TAN KI DOLAT CHAOON HAI, AATA HAY DHUN JATA HAI DHAN
MANN KI DUNYA MAI NA PAYA MAI NAY AFRANGI KA RAAJ
MANN KI DUNYAA MAI NA DEKHY MAINE SHIEKH WO BARHAMAN
PAANI PAANI KAR GAI MUJH KU QALANDAR KI YE BAAT
TU JHUKA JAB GHAIR KY AAGY, NA MANN TERA NA TANN
SHIKAYAT HAI MUJHE YAA RABB! KHUDAWAND IN MAKTAB SAI
SABAQ SHAHEEN BACHU KU DAI RAHY HAI KHAKBAAZI
KAHAN SAI TUBY AY IQBAAL SEEKHI HAI YE DARWESHI
KEH CHARCHA BADSHAAHU MAI HAI TERE BE NIAZI KA
DIL SOOZ SAI KHAALI HAI, NIGAAH PAAK NAHI HAI
PHIR IS MAI AJAB KYAA KEH TU BEBAAK NAHI HAI
JIS ELAM KI TASEER SAI ZANN HOTI HAI NA ZANN
KEHTAY HAI USI ELAM KU ARBABI NAZAR MOUT